Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


o ho hoooooo ho hoooooo o ho hoooooo ho hoo hoooooo pyaar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai pyaar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai aaj sajnaa ka sajni se ho raha saamnaa sajnaa ka sajni se ho raha saamnaa khel hi khel mein dil gaya thamnaa na na ha ha na na pyaar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai pyaar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai kehne ki nahin baat magar ye phir bhi kehti hoon main rehne ki nahin jagah koi tere dil mein rehti hoon main kehne ki nahin baat magar ye phir bhi kehti hoon main rehne ki nahin jagah koi tere dil mein rehti hoon main jeet kar pyaar mein padega haarnaa na na ha ha na na pyaar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai pyaar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai aaj sajnaa ka sajni se aaj sajni ka sajnaa
pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ye wo dariya hai jo roke se kahaan rukta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ye wo dariya hai jo roke se kahaan rukta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai aaj tak samjhe hain na samjhenge zamaane waale aaj tak samjhe hain na samjhenge zamaane waale shola e ishq bujhane se shola e ishq bujhane se kahaan bujhta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ishq jab yaar ki aankhon ki kasam kha baithe ishq jab yaar ki aankhon ki kasam kha baithe maut bhi saamne aaye to maut bhi saamne aaye to kahaan jhukta haiiiiii pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ye wo dariya hai jo roke se kahaan rukta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai
pyaari pyaari suraton moh bhari muraton des se pardes mein tumhraa sandesaa aaye hai tan se bhi man se bhi jaise khinchaa jaaye hai madad karo madad karo tum sang aa jaayenge pahunchenge aakhir kabhi chhaanenge ek ek gali pahunchenge aakhir kabhi chhaanenge ek ek gali dekhen wo mukhdaa abhi hogi yahi bekali gaal hain jiske gulaab ras aankhon ka sharaab gaal hain jiske gulaab ras aankhon ka sharaab hosh kahaan rahenge phir khud bhi kho jaayenge haan wohi dhun ras bhari jaise baaje baansuri kaanon mein le kar sandesh kaanon mein le kar sandesh kaanon mein le kar sandesh kaanon mein le kar sandesh neend se neend se chaukaaye hai desh se hum door hain door hain haal se majboor hain desh se hum door hain door hain haal se majboor hain madad karo madad binaa madad binaa kaise pahunch paayenge madad karo madad karo madad karooooo
pyasa mera dil kitni shaam se aaja re hum dono piyen ek hi jaam se pyasa mera dil kitni shaam se aaja re hum dono piyen ek hi jaam se pyasa mera dil kab se sulag rahi hoon main dekho kahin jana na sanam jara mere dil ko bhigo de teri nazaron ki shabnam yun hi ruke rehna abhi mujh ko thaam ke pyasa mera dil kitni shaam se ho aaja re hum dono piyen ek hi jaam se pyasa mera dil aaja jab tak ho ujaala le ke tujhe jhoomun sajana chumen tere honton ko yeh pyaala pyalon ko main chumun sajana mukhada ho gulaabi aaj tere naam se pyasa mera dil kitni shaam se aaja re hum dono piyen ek hi jaam se pyasa mera dil armaan hai tere sang behkun gir ke uthun main tere saath armaan hai tere sang behkun gir ke uthun main tere saath tere gale mein ho meri baahein mere dil pe ho tera haath tujh se chaahat mein mujhe kitne tamse pyasa mera dil kitni shaam se aaja re hum dono piyen ek hi jaam se pyasa mera dil kitni shaam se aaja re hum dono piyen ek hi jaam se pyasa hmm hmm hmm
aaaaa aaaaaa pyaase huye nain sulag gayi shaam jab jab hothon se laga hai tera naam pyaase huye nain sulag gayi shaam jab jab hothon se laga hai tera naam pyaase huye nain yaad teri aayi to khwab ye dikhaaya door hi se chhu raha hai tan ko tera saaya yaad teri aayi to khwab ye dikhaaya door hi se chhu raha hai tan ko tera saaya uski bujhe aag kahaan jisko pada teri yaad se kaam pyaase huye nain sulag gayi shaam jab jab hothon se laga hai tera naam pyaase huye nain chandni mein khoyi pukaarti hain baahein pyaas meri baadlon mein dhundti hain raahen chandni mein khoyi pukaarti hain baahein pyaas meri baadlon mein dhundti hain raahen uski mite pyaas kahaan jisko pada teri yaad se kaam pyaase huye nain sulag gayi shaam jab jab hothon se laga hai tera naam pyaase huye nain
kahaan hai tuuuu tu kahaan hai aajaaaa ae mere sapnon ke raaja pyasi hirni ban ban dhaye koi shikari aaye re chori chori fanda daale banh pakad le jaye re pyasi hirni ban ban dhaye koi shikari aaye re chori chori fanda daale banh pakad le jaye re pyasi hirni ban ban dhaye oo oo oo oo oo oo oo oo oo nayi nayi kali khili chun le na koi nayi nayi kali khili chun le na koi aisi vaisi baatein dil ki sun le na koi nanha sa jiya mora jaane kya gaaye re chori chori fanda daale banh pakad le jaye re pyasi hirni ban ban dhaye koi shikari aaye re pyasi hirni ban ban dhaye hoo oo ooo ooo oo oo oo oo chalte chalte ruk jaun main chal nahin paaun chalte chalte ruk jaun main chal nahin paaun pal pal bhadke tan mein agni kaise bujhaun lagi na bujhe kahin jee ko jalaye re chori chori fanda daale banh pakad le jaye re pyasi hirni ban ban dhaye hoo oo ooo ooo oo oo oo oo ek to main hoon bholi bhali dooje akeli ek to main hoon bholi bhali dooje akeli kaise boojhi jaye moh se man ki
majboor ho ke teri mehfil mein aa gaye hain mushkil yahi hai ab to mushkil mein aa gaye hain qaid mein hai bulbul saiyaad muskuraaye qaid mein hai bulbul saiyaad muskuraaye kahaa bhi naa jaaye chup raha bhi naa jaaye qaid mein hai bulbul saiyaad muskuraaye kahaa bhi naa jaaye chup raha bhi naa jaaye qaid mein hai bulbul kaisi hai duniyaa kaisi reet hai aankhon mein aansun honthon pe geet hai kaisi hai duniyaa kaisi reet hai aankhon mein aansun honthon pe geet hai jhanke re paayal dil hai ghayal zaalim zamaane kya yahi teri jeet hai baaghbaan ke haathon mein baaghbaan ke haathon mein kali kumlaahe kahaa bhi naa jaaye chup raha bhi naa jaaye qaid mein hai bulbul saiyaad muskuraaye kahaa bhi naa jaaye chup raha bhi naa jaaye qaid mein hai bulbul dhoke fareb ka parda daale laakhon chhupe yahaan bhanware kaale dhoke fareb ka parda daale laakhon chhupe yahaan bhanware kaale pyaase labon par zehri pyaale koi kahaan tak khud ko sambhale mehndi rache paanv mein mehndi rache
Qayamat Hai Qayamat Hai Ye Kaisi Ghum Ki Shaam Hai, Salaam Hai Salaam Hai Pukaara Mushkil Mein Tera Naam Hai
farishton ko nahin miltaaaaa ye wo jazbaa hai insaaaniiiiii naseebaa saath de jinkaa wohi dete hain qurbani hoooo wayi wayi tujh pe qurbaan meri jaan mera dil mera imaan tujh pe qurbaan meri jaan mera dil mera imaan yaari meri kehti hai yaar pe kar de sab qurbaan qurbaani qurbaani qurbaani allah ko pyaari hai qurbaani qurbaani qurbaani qurbaani allah ko pyaari hai qurbaani saaye mein talwaaron ke daave hain dildaaro ke saaye mein talwaaron ke daave hain dildaaro ke dushmanon ke jaani dushman yaar sachche yaaron ke hum yaar sachche yaaron ke hoooooooooo aandhi aaye yaa toofan yaar khade hain seena taan aandhi aaye yaa toofan yaar khade hain seena taan yaari meri kehti hai yaar pe kar de sab qurbaan qurbaani qurbaani qurbaani allah ko pyaari hai qurbaani qurbaani qurbaani qurbaani allah ko pyaari hai qurbaani yaar aisa mil gaya dil humara khil gaya yaar aisa mil gaya dil humara khil gaya haath mein jab haath aaya ye zamaana hil gaya ye zamaana hil gaya hoooooooo do
aajaa aajaaa natkhat bansi wale gokul ke raja meri akhiyaan taras gayin ab to aaja aajaa aaa aajaa aajaa aajaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa jamuna ke tat par jab natkhat bansiwale ki bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi sunkar sunkar dafli shankh manjeere bhor bhaye bhor bhaye nadiya ke teere sunkar dafli shankh manjeere bhor bhaye nadiya ke teere nindiya jaagegi raadha nachegi nindiya jaagegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi laaj sharam rastaa na roke aaj na koi isko toke laaj sharam rastaa na roke aaj na koi isko toke aaj na maanegi raadha nachegi aaj na maanegi raadha nachegi aajaa aajaa aajaa aajaa aa bhi jaa natkhat bansi wale gokul ke raja meri akhiyaan taras gayin ab to aaja aajaa aajaa aa bhi jaa aajaa aajaa aa bhi jaa
raah bani khud manzil peechhe reh gayi mushkil saath jo aaye tum raah bani khud manzil peechhe reh gayi mushkil saath jo aaye tum raah bani khud manzil dekho phool ban ke saari dharti khil padi dekho phool ban ke saari dharti khil padi guzre aarzoo ke raaston se jis ghadi jism churaye tum raah bani khud manzil peechhe reh gayi mushkil saath jo aaye tum raah bani khud manzil zarnaa keh rahaa hai mere dil ki daastaan zarnaa keh rahaa hai mere dil ki daastaan meri pyaas le kar chhaa rahin hain mastiyaan jin mein nahaye tum raah bani khud manzil peechhe reh gayi mushkil saath jo aaye tum raah bani khud manzil panchhee udd gaye sab gaa ke nagmaa yaar kaa panchhee udd gaye sab gaa ke nagmaa yaar kaa lekin dil ne aisa jaal phenkaa pyaar kaa udd ne naa paaye tum raah bani khud manzil peechhe reh gayi mushkil saath jo aaye tum
haaye kitne baras beete tum ghar na aaye re haaye kitne baras beete tum ghar na aaye re raah dekhe saawan bhadon dariya bahaar raah dekhe saawan bhadon dariya bahaar oo re tere liye raah dekhe sajna saara sansaar re dil tarse phir barse mere baalam ke liye dil tarse phir barse mere baalam ke liye haaye kitne baras beete tum ghar na aaye re raah dekhe kaale megha nadiya ka paani raah dekhe kaale megha nadiya ka paani o re tere liye raah dekhe balmaa saari zindgani re dil tarse phir barse mere baalam ke liye dil tarse phir barse mere baalam ke liye o re laut aao sajnaa mera dil bulaaye re o re laut aao sajnaa mera dil bulaaye re o re laut aao sajnaa mera dil bulaaye re
hoo raah pe rehte hain yaadon pe basar karte hain khush raho ehale watan hoo hum to safar karte hain raah pe rehte hain yaadon pe basar karte hain khush raho ehale watan hooo hum to safar karte hain hoo jal gaye jo dhoop mein to saayaa ho gaye jal gaye jo dhoop mein to saayaa ho gaye aasmaan kaa koi konaa thoda so gaye jo guzar jaati hai bas hooo us pe guzar karte hain raah pe rehte hain yaadon pe basar karte hain khush raho ehale watan hooo hum to safar karte hain hoo udte pairon ke tale jab behti hai zameen udte pairon ke tale jab behti hai zameen mud ke humne koi manzil dekhee hi nahin raat din raahon pe hum hooo shaam o saher karte hain raah pe rehte hain yaadon pe basar karte hain khush raho ehale watan hooo hum to safar karte hain aise ujde aashiyaane inke udd gaye hooo aise ujde aashiyaane inke udd gaye bastiyon tak aate aate rastey mud gaye hum thahar jaaye jahaan hooo us ko shahar karte hai raah pe rehte hain yaadon pe basar karte hain khush raho ehale
raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil humsafar hain hum to ghum kahaan humsafar hain hum to ghum kahaan raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil maana mushkil safar hai jaana jaane kidhar hai raahen apni nayi hain dushman apne kayi hain dushmanon ka dar kise yahaan humsafar hain hum to ghum kahaan raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil mausam badle hawayen chhayi ghum ki ghatayen saansen kahin thak na jaaye raahi kahin ruk na jaaye hum rukenge dum ruke jahaan humsafar hain hum to ghum kahaan raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil humsafar hain hum to ghum kahaan humsafar hain hum to ghum kahaan raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil
dukh ho yaa sukh jab sadaa sang rahe na koi phir dukh ko apnaaiye ke jaaye to dukh na hoye raahi manvaa dukh ki chintaa kyun sataati hai dukh to apnaa saathi hai raahi manvaa dukh ki chintaa kyun sataati hai dukh to apnaa saathi hai sukh hai ik chhaanw dhalti aati hai jaati hai dukh to apnaa saathi hai raahi manvaa dukh ki chintaa kyun sataati hai dukh to apnaa saathi hai door hai manzil door sahi pyaar humaara kyaa kum hai pug mein kaante laakh sahi par ye sahaara kyaa kum hai humraah tere koi apnaa to hai humraah tere koi apnaa to hai ho ho o o o sukh hai ik chhaanw dhalti aati hai jaati hai dukh to apnaa saathi hai raahi manvaa dukh ki chintaa kyun sataati hai dukh to apnaa saathi hai dukh ho koi tab jalte hain path ke deep nigaahon mein itni badi iss duniyaa ki lambi akeli raahon mein humraah tere koi apnaa to hai humraah tere koi apnaa to hai ho ho o o o sukh hai ik chhaanw dhalti aati hai jaati hai dukh to apnaa saathi hai raahi manvaa dukh ki chintaa kyun
raahi matwaale tu chhed ek baar mann ka sitaar jaane kab chori chori aayi hai bahaar chhed mann ka sitaar raahi matwaale tu chhed ek baar mann ka sitaar jaane kab chori chori aayi hai bahaar chhed mann ka sitaar raahi matwaale dekh dekh chakori ka mann hua chanchal chanda ke mukhde pe badli ka anchal dekh dekh chakori ka mann hua chanchal chanda ke mukhde pe badli ka anchal kabhi chhupe kabhi khile roz ka ye khaar khele roz ka ye khaar raahi matwaale kali kali choom ke pawan kahe khil jaa kali kali choom ke khili kali bhanware se kahe aa ke mil jaa aa piyaa mil jaa kali kali choom ke dil ne suni kahin dil ki pukaar dil ne suni kahin dil ki pukaar kahin dil ki pukaar raahi matwaale tu chhed ek baar mann ka sitaar jaane kab chori chori aayi hai bahaar chhed mann ka sitaar raahi matwaale raat bani dulhan bheegi huyi palken bheeni bheeni khushboo ke saagar chhalke raat bani dulhan bheegi huyi palken bheeni bheeni khushboo ke saagar chhalke aise mein nainon se naina ho
raahi tha main aawaara phirta tha maara maara tere shehar mein aa kar ek din chamka taqdeer ka taara raahi tha main aawaara phirta tha maara maara tere shehar mein aa kar ek din chamka taqdeer ka taara tere shehar mein aa kar ek din chamka taqdeer ka taara raahi tha main aawaara mehke huye badan se khushboo si aa rahi hai mehke huye badan se khushboo si aa rahi hai jaise pawan kahin par chandan loota rahin hai aankhon se koi dil mein aise utar raha hain benaam sa nasha hai raahi tha main aawaara phirta tha maara maara tere shehar mein aa kar ek din chamka taqdeer ka taara raahi tha main aawaara jee chahta hai mera koi raat aisi aaye jee chahta hai mera koi raat aisi aaye dekhe jo saath humko phir laut ke na jaaye main tumse kuchh na bolun tum mujhse kuchh na bolon khamoshiyan bhi sochein yeh kaun si adaa hai benaam sa nasha hai raahi tha main aawaara phirta tha maara maara tere shehar mein aa kar ek din chamka taqdeer ka taara raahi tha main aawaara dekha jidhar
raahi tu mat ruk jaana raahi tu mat ruk jaana tufaan se mat ghabraana kabhi to milegi teri manzil kahin door gagan ki chhanv mein raahi tu mat ruk jaana maana ki gehri hai dhara par hai kahin to kinara tu bhi mila aasha ke sur mein mann ka yeh ik taara tu bhi mila aasha ke sur mein mann ka yeh ik taara kabhi to milegi teri manzil kahin door gagan ki chhanv mein raahi tu mat ruk jaana sab ka wo uppar waala sabko ussi ne sambhala jab bhi ghira ghum ka andera usne kiya ujiyala jab bhi ghira ghum ka andera usne kiya ujiyala kabhi to milegi teri manzil kahin door gagan ki chhanv mein raahi tu mat ruk jaana tufaan se mat ghabraana kabhi to milegi teri manzil kahin door gagan ki chhanv mein kahin door kahin door kahin door kahin door
hmmmmm raajuuuu chal raajuuuuu raaju chal raaju apni masti mein tu koi jeeye yaa mare kya humko babuuuuu raaju chal raaju apni masti mein tu koi jeeye yaa mare kya humko babuuuuu maana ke hasin hai duniyaa ke ye mele ab to hum rahenge mele mein akele maana ke hasin hai duniyaa ke ye mele ab to hum rahenge mele mein akele jab tak naa ho jaaye apna dil beqaabu raajuuuu chal raajuuuuu raaju chal raaju apni masti mein tu koi jeeye yaa mare kya humko babuuuuu jag mein jo buraa hai hum dekhen naa sune kaanton ko hataa ke phoolon ko hum chune jag mein jo buraa hai hum dekhen naa sune kaanton ko hataa ke phoolon ko hum chune sab duniyaa begaani do apne main aur tu raajuuuu chal raajuuuuu raaju chal raaju apni masti mein tu koi jeeye yaa mare kya humko babuuuuu pariyaan ye kahaan se chali aayin gaanw mein aaye neend haaye zulfon ki chaanw mein pariyaan ye kahaan se chali aayin gaanw mein aaye neend haaye zulfon ki chaanw mein humpe naa chal jaaye inn zulfon kaa jaadoo
koi gesuuuuu koi aanchal humen aawaaz naa deeeee ab kisi aankh ka kaajal humen aawaaz naa de hum hain khaamosh to khaamosh hi rehne do humen koi aahat koi hulchul humen aawaaz naa de humne tanhaayi ko mehboob bana rakha hai raakh ke dher mein sholon ko daba rakha hai phir pukaara hai muhabbat ne humen kya kije di sada husn ki jannat ne humen kya kije jiss ke saaye se bhi aksar humen darr lagta tha chhoo liya phir ussi hasrat ne humen kya kije humne jazbaat se daaman ko bacha rakha hai raakh ke dher mein sholon ko daba rakha hai raas aaye na kabhi pyaar ke haalaat humen dil ke iss khel mein har baar huye maat humen kya karenge kahaan jaayenge kidhar jaayenge de gayi ab bhi dagaa gar ye mulaaqat humen bas isi soch mein deewana bana rakha hai raakh ke dher mein sholon ko daba rakha hai raakh ke dher mein sholon ko daba rakha hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pyar Mein Kabhi Kabhi Chalte Chalte (1976) 05:20 18442
 
Poster of Chalte Chalte (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Simi Garewal
Duration : 05:20   Song Number : 18442   

Pyar Pardon Mein Chhupane Phool Khile Hain Gulshan Gulshan (1978) 06:42 40689
 
Poster of Phool Khile Hain Gulshan Gulshan (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Bhupinder Singh
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 06:42   Song Number : 40689   

Pyari Pyari Suraton Dushman (1939) 03:19 40700
 
Poster of Dushman (1939)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1939
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:19   Song Number : 40700   

Pyasa Mera Dil Ehsan (1970) 04:48 12342
 
Poster of Ehsan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Helen
Duration : 04:48   Song Number : 12342   

Pyase Huye Nain Sulag Gayi Afsana (1966) 03:35 15570
 
Poster of Afsana (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Duration : 03:35   Song Number : 15570   

Pyasi Hirni Ban Ban Dhaye Do Dil (1965) 06:05 38205
 
Poster of Do Dil (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajshree, Biswajit Chatterjee
Duration : 06:05   Song Number : 38205   

Qaid Mein Hai Bulbul Bedard Zamana Kya Jane (1959) 03:34 16416
 
Poster of Bedard Zamana Kya Jane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zabeen
Duration : 03:34   Song Number : 16416   

Qayamat Hai Mr Natwarlal (1979) 06:27 13783
 
Poster of Mr Natwarlal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Kadar Khan, Rekha
Duration : 06:27   Song Number : 13783   

Qurbaani Qurbaani Qurbani (1980) 04:48 17924
 
Poster of Qurbani (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Firoz Khan, Amzad Khan
Duration : 04:48   Song Number : 17924   

Raadha Nachegi Saudagar (1991) 06:41 36841
 
Poster of Saudagar (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Dilip Kumar
Duration : 06:41   Song Number : 36841   

Raah Bani Khud Manzil Kohraa (1964) 04:35 12310
 
Poster of Kohraa (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Waheeda Rehman
Duration : 04:35   Song Number : 12310   

Raah Dekhe Raincoat (2004) 03:33 39311
 
Poster of Raincoat (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Rituparno Ghosh
Music Director- 
Debojyoti Mishra
Singer- 
Shubha Mudgal
Duration : 03:33   Song Number : 39311   

Raah Pe Rehte Hain Namkeen (1982) 04:53 21148
 
Poster of Namkeen (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:53   Song Number : 21148   

Raahi Hoon Main Wanted (1983) 06:37 32726
 
Poster of Wanted (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri, Chorus
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Tina Munim
Duration : 06:37   Song Number : 32726   

Raahi Manvaa Dukh Ki Chintaa Dosti (1964) 03:54 21135
 
Poster of Dosti (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudheer Kumar
Duration : 03:54   Song Number : 21135   

Raahi Matwaale Waris (1954) 03:38 15745
 
Poster of Waris (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Talat Mahmood, Suraiya
Duration : 03:38   Song Number : 15745   

Raahi Tha Main Aawaara Sahib Bahadur (1977) 06:10 12465
 
Poster of Sahib Bahadur (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 06:10   Song Number : 12465   

Raahi Tu Mat Ruk Jaana Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964) 03:02 12335
 
Poster of Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:02   Song Number : 12335   

Raaju Chal Raaju Azaad (1978) 06:28 18296
 
Poster of Azaad (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 06:28   Song Number : 18296   

Raakh Ke Dher Mein Ek Baar Kaho (1980) 03:47 21136
 
Poster of Ek Baar Kaho (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Mahendra Dehlavi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Arati Mukherjee
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Suresh Oberoi
Duration : 03:47   Song Number : 21136